Farz Karo Tum Meri Tarah Mujh Ko
Aise Chahte Ho
Jaise Tum Ko Mein Chahun
Farz Karo Tum Meri Tarah Mujh Ko Apna Sab Kuch Mano
Jaise Tum Ko Mein Manun
Farz Karo Tumhe Bin Mere Kuch Nazer Na Aey Duniya Main
Jaise Meri Duniya Main Srif Tumhara Chehra Hai
Farz Karo Tum Mujhko Samjho Chara-Ger Sab Zakhmon Ka
Farz Karo Kuch Pas Rahe Na Tum Ko Sari Rasmon Ka
Farz Karo Tum Bagi Ho Jao Zaat-Paat K Bandhan Se
Farz Karo Tum Kante Pao Chahat K Is Gulshan Se
Farz Karo Tum Kuch Na Pao Apna App Luta Ker Bhe
Farz Karo Koi Muker Hy Jaey Sachi Qasam Utha Ker Bhe
Farz Karo Eik Lamba Sehra Paat K Manzil Jana Ho
Farz Karo Woh Sara Rasta Bilqul Hy Anjana Ho
Aur Farz Karo Ye Ferzi Na Ho Sachi Eik Haqeeqat Ho
Tere Ishq K Har Raaste Per Janan Eik Qayamat Ho
Aur Suna Hai Ye Qayamat Khoon Jiger Ka Peeti Ho
Tum Toh Sirf Farz Karoge, Mujh Per Ye Sab Beeti Hai
Tuesday, September 25, 2018
Farz Karo - Love / Romantic Poetry
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry
Koi Be Sabab Tu Nahi Milta Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey Munjmind H...
-
Poet: Abdul Waheed Sajid مجھے سب کچھ ملا ہوتا اگر تم مل گئے ہوتے کسی سے نہ گلا ہوتا اگر تم مل گئے ہوتے کبھی تم نے جو بخشا تھا موسم میں جدائی...
-
Poet: Jamil Uzair ہاتھ چھوٹا ہے جب ہاتھ سے چنگاریاں نکلتی ہیں پھر راکھ سے مراسم بڑھیں تو حوصلے بھی بڑھاؤ، عزیر کئی پتے ٹوٹتے ہیں دن بھر شاخ ...
-
Poet: دل کے بازار میں دولت نہیں دیکھی جاتی پیار ہوجائے تو صورت نہیں دیکھی جاتی اک ہی انسان پر لٹا دو سب کچھ کیونکہ پسند ہو چیز تو قیمت نہیں ...
No comments:
Post a Comment