Sunday, January 7, 2018

Meri Tarah Kesi Tu Apna - Love / Romantic Poetry

Meri Tarah Kesi Tu Apna Bana Ke
Dekh
Main Roo Raha Hon Tu Bhi Zara Muskura Ke Dekh

Tu Mere Bazoyou Mein Nhi Mere Dil Mein Hai
Tu Mujh Say Itna Door Nhi Paas Aah Ke Dekh

Main Tera Kuch Nhi Magar Aye Husan-E-Be-Niyaz
Apna Dar-E-Zameer Zara Khatkhata Ke Dekh

Aakhir Main Kase Maho Karo Dil Say Teri Yaad
Khursheed Ko Jabeen Falak Say Utha Ke Dekh

Takhleeq Hai Meri Yeh Tera Hussan-O-Khadokhal
Aankho Ke Aaine Mere Nazdeek La Ke Dekh

No comments:

Post a Comment

Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry

Koi Be Sabab Tu Nahi Milta Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey Munjmind H...