Apna Ansuoo Ko Piya Ja Raha Ho
Ye Kaisi Mohabat Kiya Ja Raha Ho
Apna Hi Rulata Ha Pal Pal Muja
Main Hi Kyun Wafa Kiya Ja Raha Ho
Ek Pal Ko B Na Paya Jin Ko Sath Apna
Kyun Ma Uni Ka Sath Diya Ja Raha Ho
Ye Kaisa Imtahan Ha AWE JEE
Jis Ma Bs Zakham Hi Liya Ja Raha Ho
No comments:
Post a Comment