Saturday, May 7, 2016

Ankhein - Sad Poetry

Dikhnay Ma Bary Khobru Lagty
Hain Yeh Ankhien
Par Asal Ma Methi Chury Hoty Hain Yeh Ankhein

Chehray Kar Nahi Saktay Kabhi Kirdar Ki Tashreh
Kirdar-E-Bayan Hoty Hain Afrad Ki Ankhein

Kya Kehna Chahta Hai Woh Yeh Mujhko Pata Hai
Khamosh Sitam Karty Hai Meray Yar Ki Ankhein

Zuban Sy Keh Nahi Saktay Kuch Log Hal-E-Dil
Dil Ka Hal Bayan Karty Hai Afrad Ki Akhein

No comments:

Post a Comment

Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry

Koi Be Sabab Tu Nahi Milta Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey Munjmind H...