kiya rasme muhobat ada kar ta hai koi
muhobat tu sab kartay hain_ wafa bi kar hai koi
bentay hain ham-sfar zindagi ki manzil me bohat log
itni rawani say saansoo ke saath bi chalta hai koi
mutmain uttarta hai wo shaks har rooz boond boond
kaali ghata ki manind barasta kiyoon nahi koi
har raaz ata hai khiyaloon main ibadat ki tarha'n
uthata hoon haat jub do-a ke liye,us waqt kiyoon yaad aata nahi koi
milta hai wo shaks barhe tabaak say ghalay
mehfil main ho tu nazrain bi chora leta hai koi
"AMIR" mujay abbi ussay wafa ki ummeed hai buhat
itna aitbaar bi kisi par karta hai koi
No comments:
Post a Comment