Monday, January 20, 2020

Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry

Koi Be Sabab Tu Nahi Milta
Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi
Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai
Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey
Munjmind Ho Gey Meri Ankho Mein
Waqt Guzerta Jaa Raha Hai
Yadein Reh Gai Bato Mein
Un Kahi Bato Ka Un Suni Bato Ka Malal
Dheery Dheery Mery Khawab Nager Ki
Dewaro Mein Shaqaf Karny Laga Hai
Lamhey Beet Rahy Hain Muger Main
Thehry Munjmind Lamho Ki Qaidi Banti Jaa Rahi Hoon
Tum Sey Mil K Mujy Laga Tha
Tum Tu Sirf Mery Ho Meri Zindgi Ka Hasil
Mera Muqader Meri Ankho K Sitaro Mein Basny Waly
Main Kuch Lamho Ko Khush Ho Rahi Thi
Tum Achanak Ney Moor Ko Ho Liey
Mery Khiyalat Be Rabt Hony Lagy
Meri Soch Meri Zid Saber Ki Hadood Ko Paar Karny Laagi
Shitud E Dukh Sey Meri Daein Aankh Sey
Do Ansoun Tapakny Lagyye
Saboot Hai Mery Gum Ka Meri Anna Ki Haar Ka
Zabt Ki Akhiri Haado Ka
In Do Ansoun Ko Aout Sey Ye Uljan Sulja Rahi Hoon
Mera Tuj Sey Milna Tera Muj Sey Milna
Youn Hi Be Sabab Tha Tu Phir Hum Mily Hi Kyun They


Sunday, January 19, 2020

Sad Poetry - داغ روشن تھا

Poet: Yawar Amman

جا بہ جا خوں کا داغ روشن تھا
شہر میں کب چراغ روشن تھا

وہ بھی تاریکیوﺀ میں مارا گیا
جس کا دل اور دماغ روشن تھا

اہل تفتیش بک گئے ورنہ
قاتلوں کا سراغ روشن تھا

گل ہوئے مے کشوں کے گھر کے چراغ
مے کدے میں ایاغ روشن تھا

رات بھر اس کی یاد کا دل میں
گوہر شب چراغ روشن تھا

آشیاں جل گئے امان مگر
لوگ خوش تھے کہ باغ روشن تھا

Funny Poetry - عشق

Poet:

عشق کے سمندر میں غوطہ لگایا
پانی بہت ٹھنڈا تھا میں باہر نکل آیا
 

Har Ghari dard - Love / Romantic Poetry

Har Ghari Ek Dard Main Dobi Sada
Kertay Howay
Mar Gaye Hum Loog Jenay Ki Dua Kertay Howay

Ebtada Main Khail Samjhe The Bichrna Pyar Main
Phir Bohut Roye Tujhe Dil Se Juda Kertay Howay

Wasl K Do Chaar Lamhe Sood Per The, Le Liye
Zindagi Phir Kaat Di Kistain Ada Kertay Howay

Buzdali Ki Zindagi Per Mout Ko Terjhi Di
Zulmat-E-Shab Se Larte Hain Hum Zia Kertay Howay

Ya Kamal-E-Zabt K Har Choot Per Hansta Hoon Main
Roo Paray Warna Masiha Bhi Dava Kertay Howay

Faheem Tum Ko Kia Dilain Hum Yaqeen Ekhlaas Ka
Daar Tak To Aa Chukay Hain Jurm-E-Wafa Kertay Howay

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De K - Love / Romantic Poetry

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De K
Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke
Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The
Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The
Uski Baaton Main
Dil Lagai Bethe Hen
Uska Naam Bar Bar Kehte Hen
Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De
Aur Hume Humise Chura Le
Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len
Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil
Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil
Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume
Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume
Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen
Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen
Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana
Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana
Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge
Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen?



Sad Poetry - بے بسی

Poet: Shafeeq Jigar

Fikr_E_Wehshat Ki Door Tham Nahi
Paya
Wo Shakh Ik Umar Tak Muskura Nahi Paya

Ik Umar Tak Rahi Usay Pany Ki Justju
Phir Paya Jo Us Ko Mukamil Nahi Paya

Ab Zindagi Ka Ik Naya Bab Band Howa
Jis Ko Kabi Bhi Pura Main Parh Nahi Paya

Mujhay Elm Tha Wo Khafaa Mujh Se Tha Shafeeq
Laiken Bina Maray Bhi Wo Reh Nahi Paya

Sad Poetry - خوشیوں کی آس لے کر محبت کو چنا

Poet: Tbasam Malik

خوشیوں کی آس لے کر محبت کو چنا تھا
ہم نہیں جانتے تھے کہ اتنا غم ملے گا
 

Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry

Koi Be Sabab Tu Nahi Milta Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey Munjmind H...