Saturday, April 27, 2019

Khud Raat Bhar Gar Dekhna Hay Tum Nay - Love / Romantic Poetry

Batoon Main Yoon Hath Hilaya Na
Karoo
Agar Hilatay Ho To Muj Ko Lagaya Na Karoo

Shikwa-E-Zulmat-E-Shab Kya Yeh Kafi Nahi
Chup Kerwanay K Liyay Mujay Yun Rulaya Na Karoo

Khud Raat Bhar Gar Dekhna Hay Tum Nay
Mujay Yun Pyar Say Sulaya Na Karoo

Tayray Janay Pay Agar Paaloon Tujay Khab Main
Kambhakht Nend Say Muj Tum Jagaya Na Karoo

Kudh Jo Azab-E-Judai Daytay Ho Aksar
Koi Orr To Pher Azab Dilaya Na Karoo

Main Janta Hoon Chalay Hi Jana Tumhay Sajjo
To Na Janay Ki Bat Ker Kay Mujay Behlaya Na Karoo

No comments:

Post a Comment

Hum Milay Hi Kyun They - General Poetry

Koi Be Sabab Tu Nahi Milta Kisi K Milny Ka Amny Samny Aany Ka Koi Maqool Thoos Jawaz Tu Hota Hai Tum Sey Milny K Baad Kuch Lamhey Munjmind H...