Ay ishq tujhe khuda ka wasta...
Ya yaar day ya maar day day...
Us ka pyaar nahi to mujhe kaza day day...
Khuda tu meri zindagi ko parda day day...
Main bas nahi paya jis K dil mein...
Us saksh ko mere dil mein jagha day day...
Gar us ko chahna khata hy meri...
Phir shouk se tu mujh ko saza dy dy...
Ya to main jee sakoo us K bagair...
Ya mujhe chahne ki use wajha dy dY...
Gar ho sake to mujhe kaafir kar de...
Nahi to mujhko tu mera dost dy dy...
Apni surat mein us ka chehra nazar Aaye...
Ya khuda mujh ko tu aisa Aaina dy dy...
Ya bhuja dy chirag meri raaho K ya mujhe...
Meri manzil ka pata dy dy...
Jane Q dam nahi nikalta mera...
Ay ishq tuje khuda ka wasta...
Ya yaar dy dy ya maar dy dy...
No comments:
Post a Comment