Tuesday, March 28, 2017

Wafa K Naam Ik Dastan Likh Raha Tha - Sad Poetry

Wafa K Naam Ik Dastan Likh Raha
Tha
Mushkil Lafzon Ko Asaan Likh Raha Tha

Wafa Ki Talash Mai Sara Jahan Likh Raha Tha
Na Mili Wafa To Lafz Nakaam Likh Raha Tha

Nai Milti Dhoondne Se B Wafa Karne Wale
Islye Sare Jahan Ko Bewafa Likh Raha Tha

Na Karna Pyar Kabi Zindagi Mai Mere Dosto
Milti Hai Pyar Mai Ruswai Ye Baar Baar Likh Raha Tha

No comments:

Post a Comment